Kaisi Ajab Ye Duniya,
Kaisi Ye Moh-Maya,
Kalyug ne na jane kya kya na laya,
SITA mein SITA banneka DUM nahi!!
Udas Hue Ram, Adte hue Bole
Arre Badle Hum toh Hum HUM Nahi,
Hairan Rawan TARAS khakar bole
BHAI Ram tum toh thaire DOST(!) Dushman Nahi!
Hanuman fir bhi khush, bole mere
bhakto ki sankhya badh rahi hai par kum nahi!!
Prakat Hui dharti mata, dukhi ho gayi,
Mati uski bhi maat kha gayi, na jane RAM ko hi lekar kaha FURRrrr ho gayi...
Bigad Rahi hai duniya, bigad raha hai sama
Jaanwaron fassi magrur SITA fir bhi kahti hai ke isme mera koi Dosh Nahi !!!
Sunkar Bakwas uski Jag uthi ek aur MATA,
Papon ko dhone wali kahte hai log use GANGA mata,
Bat kahi usne ek sacchi, shayad sita ko nahi lagegi achi
SITA janam se bairi hai tu apne aap ki, karam hai tera MATA,
Samzle thodasa dayalu ho gaya tha tuz par vidhata...
apne karam se, apne aap se kar mat dokha SITA
maaf nahi kar payega tuze bade se bada DAATA.
Aur nyay ki woh ghadi aa gayi, paap ki shakti barsose GANGA ne apne aap mein samayi thi,
us shakti ko RAWAN ko bhet kar daali...
Dekh ke iss nyay se SITA fir ek baar pachtayi...
Dekh tamasha Hanuman hue achambhit,
soch rahe is baar vidhata ye kaunsi LILA rachai,
Fir dhyan ate hi huus pade aur samaz gaye....
Ke is bar vidhata ne GANGA mata ko nyaydevta kyon banai,
Kyon ki is nyay ke baad GANGA bhi fut fut kar roi..... :(
Disclaimer: Writer is not against SITA & Ramayan.
Wednesday, May 17, 2006
Subscribe to:
Comments (Atom)